Dharaktay dil Ke peechay koi Baat Hoti Hai, Dard-e-dil main Kisi Ki Yaad Hoti Hai, Aye dost tumhain Pata Ho na ho.. Par aapki Har Khushi K Piche Hamari Faryaad HoTi Hai.
SMS Length : 145
Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay
Ashq bahay to ahsaas hota hay, Pyar k bina jeevan kitna udas hota hay, Umar ho teri sitaron jitni lambi, Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay.
SMS Length : 126
Na puch mere sabar ki inteha kaha tak hai
Na puch mere sabar ki inteha kaha tak hai,tu sitam kar le teri takat jahan tak hai,wafa ki umeed jinhe hogi unhe hogi,hume to dekhna hai tu bewafa kahan tak hai.
SMS Length : 138
Log samajhte hain humne unko bhula rakha hai
Log samajhte hain humne unko bhula rakha hai, wo kya jane ki dil me chupa rakha hai, dekhe na koi usay meri aankho mein, isliye palkon ko hum nay jhuka rakha hai.
SMS Length : 138
Wafa Main Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai,
Wafa Main Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai, Woh Sach Kahe Na Kahe Aitebar Karna Hai. Yeh TujhKo Jagte Rehne Ka Shauk KabSe Hua, Mujhe To Khair Tera Intezaar Krna Hai.
SMS Length : 140
Aap ki DOSTI ka sila her haal main daingay
Aap ki DOSTI ka sila her haal main daingay, Koi maangay yeh DOSTI to usay taal daingay.
Agar dil nay kaha k tum BEWAFA ho, To qasam say is DIL ko bhi SEENAY say nikal daingay.
SMS Length : 154
dosti ko dil say nibhaya
Khuda nay dost ko dost say milaya. Doston k liye dosti ka rishta banaya. Par khuda nay farmaya, dosti rahegi uski kayam jisne dosti ko dil say nibhaya.
SMS Length : 131
Baatein karke bhola na dena
Baatein karke bhola na dena, Fasana karke mita na dena, Agar day sako dosti to gham nahi, Par dost banke bhola na dena.
SMS Length : 104
Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain
Jo judai mile to woh hai ghum, Jo dair se mile to woh hai paisa, Jo kisi kisi ko mile woh hai pyar, Jo qismat se mile woh hain AAP
SMS Length : 108
Sitam ko humne berukhi samjha
Sitam ko humne berukhi samjha Pyaar ko humne bandagi samjha Tum chahe hume jo bhi samjho Par humne to tumhe apni zindagi samjha
SMS Length : 112
Hum tumharay dil mein hain k nahi
Dosti karna‚ hamain bhi sikhado zara, Us dil k konay mein hum ko bhi bithado zara,
Hum tumharay dil mein hain k nahi, Zuban say na sahi sms se to batado zara.
SMS Length : 143
Dosti ke waaday ko yuhi nibhatay rahengay,
Dosti ke waaday ko yuhi nibhatay rahengay, HUM har waqt APKO satate-mnaate rahengay. Mar bhi jayein to kya gham hai HUM AANSU bankar aapki ankhon me ate rahengay.
SMS Length : 142
Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai?
Aaj is qadar raah main ishq bikhra para hai, Aaj her khushbo phiki, aur gumnaam her dua hai, Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai? Koon ho aap, jis nay mohabbat say mujhey chuna hai
SMS Length : 160
Gir kar kabhi himat na harna
Mushkilen dil k irade aazmayen gi Nigahon se khuwabon k parde hataye gi
Gir kar kabhi himat na harna Yehi thokren tumhain zindagi main chalna sikhayen gi
SMS Length : 141
Jeena chahte hai magar zindagi raas nahi Aati
Jeena chahte hai magar zindagi raas nahi Aati, marna chahte hai magar maut paas nahi Aati. Bahut Udaas hain hum is zindagi se, Kismat bhi Tadpaney se Baaz nahi Aati...
SMS Length : 145
Kitna bebas hai insaan kismat ke aage
Kitna bebas hai insaan kismat ke aage, kitne door hai sapna haqiqat ke aage, koi ruki hui dhadkan se puche, kitna tadapta hai dil mohabat ke aage..!
SMS Length : 129
Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain
Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain, Pehle dil phir zindagi say jur jatay hain, Kehtay hain us daur ko pyaar, Jisme log zindagi say bhi pyare ho jatay hain
SMS Length : 139
Jo rahte hai dil mein, vo juda nahi hote
Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai, Aasman lakh ucha ho magar jhuk jata hai. Dosti mein duniya lakh baney rukavat, Agar dosti sach ho toh khuda bhi jhuk jata hai.
SMS Length : 139
Nafrat tum kabhi na karna humse
Nafrat tum kabhi na karna humse.... hum ye seh nahi payenge.... ek bar keh dena humse aitbar nahi.... aapki duniya se has kar chale jayenge...
SMS Length : 125
Jo rahte hai dil mein, vo juda nahi hote
Jo rahte hai dil mein, vo juda nahi hote, kuch ahsas lafzo mein bayan nahi hote, ek hasrat hai unhe manane ki, vo itney achay hain ki kabhi khafa nahi hote.