safed libas use bohot pasand ta mere jism par " Faraz "
aaj me kafan me lipta hon to phir wo roti kyon he .
Qudurat ho to sachi baat bhi mani nahi jati Ke chashme toor tak suraj ki tabaani nahi jati
Ab itna bhi na apne ko bigaro bugze haider me Ke khud tumse tumhari shakal hi pehchani nahi jati
Me Apne Aap Se Barh Ker Kissi Ko Kio Chahon ga! Mujhhi Pe Khatam Hai Kissa Meri Muhabbat Ka!
Haseen Yadoon K Kuch mausam Ussey Arsaal Karney Hein FARAZ! Suna Hai Shub Ko Tanhai Ussey Soney Nahi Deti
Kitno ki taqdeer badalni hai tumhein Kitno ko rasto pey lana hai tumhein
Apni hath ki lakeron ko mat dekho In lakeron say agay jana hai tumehin
Tere Hijra'n Se Ta'aluq Nibhane K Liye Humney is Saal Bhi Jeenay Ki Kasam Khai Hy ...
'Sapurd-e-Khaak Kar Dala Teri Aankho'n Ki Masti Ny FARAZ ...' 'Hazaro'n Saal g Letey Agar Tera Deedar Na Hota ...'
Ankh Masruf e Nazara thi to Hm khush thy Faraz Tum ney Kia Zulm Kia Dil mein Thikana Ker K
Kabhi tou miley pehli mulaqat ki terha
bigra hi rehta hy kyun halaat ki terha
wo ek dost jo lagy jaan say pyara
mujhy waqt tou deta hy magar kheraat ki tarha
Ajeeb hijar parasti thi us ki fitrat main
Shajar k tuutey patty talash krta tha
Tamam raat wo parde hata k chaand k saath
Jo kho gaye wo lamhe talaash kerta tha ...
Hum say bichar kay us ka takabbur bikhar gaya faraz Har ek say mil raha hai bari aajzi k sath
Tum apni zulf ki parchaiyan mujhay day do Tum apni shaam ki tanhaiyan mujhay day do
Mein doob jaon tumhari udas aankhon mein Tum apnay dard ki gehraiyan mujhay day do
zarorat tor deti hai gharur-o-be niazi ka." na hoti koi majbori tu hr banda "KHUDA"Hot (ALAMA IQBAL)
Un dostoan se milna yaaroan sambhal-sambhal ke Jeete hain zindagi jo Chehre Badal-badal ke.
Mat poochh usse zaalim chehre pe salvatein kyun, Kaati ho jisne raatein, karvat badal-badal ke.
Mehkti hui sard raaton k san'naton me, Kanpte paton ki halki halki sarsarahton me,
mujhe apna wajood bhi aadhaa sa laga, tere baghair, is lamhe me ne jana k, Meri saari khushian bhi adhoori hen, tere baghair..!!
Jo hum mehsoos kerte hain agar tum tak pohanch jaye
tou bas itna samajh lena ye un jazbo'n ki khusbuu hay
jinhai'n hum keh nahi sakte magar tum jo ijazat do
tou chand lafzo'n main keh doon k tum bin jee nahi sakte ... K tum bin jee nahi sakte ...
Zindagi sirf mohabbat nahi,kuch aur bhi hay zulf-o-rukhsar ki jannat nahi,kuch aur bhi hay
bhool-o-aflas ki is maari hui dunya main ishq hi ek haqiqat nahi,kuch aur bhi hay ...
Dard jitna hai meri nigaho me, paoge na utna kisi ki raho me,
bitani chahte the zindagi jiski bahon me, maut b na mil payi unki panaho me.
Kon Tole Ga Hiroon Mein Ab Hamare Ansoo Faraz ? Woh Jo Ik Dard Ka Tajir Tha DukaN Choor Geya...
wo baat baat pay deta hai Parindoun ki misal Faraz saaf saaf nahi kehta mera sheher hi chor do