Bohat khushnuma kal ki raat guzri hai, Kuch tanha, per kuch khaas guzri hai,
Na neend ayai na khuwab koi, Bus aap hi k khayalon k saath guzri hai,
Apnay dushman say hi dil laga baithay, Unki saadgi say faraib kha baithay,
Patharon say tha apna rishtaa, Phir bhi sheeshay k ghar bana baithe..
Aap k shahar ka har housam suhana lagay, Ek shaam chura loon aap ki agar bura n lagay,
Aap chahay bhula dain hamain ek pal main hi, Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay...
Jaisay aap hamaray na ho sakay thay Hum kisi aur k na ho sakain gay,
Pyaar nahin kia apna dil diya hay Ek pal bhi aap ko bhula na sakain gay...
Kuch nasha to aapki baat ka hai, kuch nasha to dheemi barsaat ka hai,
Hamain aap yun hi sharabi na kahiye, is dil par asar to aap se mulakat ka hai!
Aankhon ki zuban woh samajh nahin patay, Hont magar kuch bhi keh nahin paatay,
Apni bay basi kis tarah kahain, Koi hay jis k bina hum rah nahin patay.
Badal garaja magar barsaat nahi aayi, Dil dharka magar aawaz nahi aayi,
Pura din guzarane ko hai dost, kya ek baar bhi meri yaad nahi aayi?
Lamho Lamho per Khwaab Likhoonga, Apni zindagi per kitaab likhoonga,
Aapki gardan(neck) ko phoolon ki tehni, Aur aapke chehre ko gulab likhoonga.
Zindagi ki kashti kab lagay, koon say kinaray, Kab isay milay gi, man chahi baharain,
Jeena to paray ga hi kaisay bhi pyaray, Kabhi doston ki bheer main, to kabhi tanhai k saharay
Na guzarna Eid k din masjid ke paas se, kahin log chand samajhkar apna roza na tod den...
aur ho ke khafa khuda aap se.. kahin khubsurat log banana na chor dey
Kuch rishte anjaane mein ho jate hai pehle dil phir zindagi se jud jate hai
kehte hain uss daur ko dosti jisme dil se dil na jaane kab mil jate hai
Kaash woh naghmay hamain sunaye na hote, Aaj unko sun kar yun aansu aaye na hote.
Agar isi tarah bhool hi jaana tha, To itni gehrai se dil me samaye na hote.
Hoton pe dosti ke fasaane nahi aate, Saahil pe samandar ke khazaane nahi aate.
Udne do parindo ko abhi shokh hawa main, Phir laut kar college ke zamane nahi aate.
Kaun yaad rakhata hai naamko, Log to cheharon ko bhi bhul jaate hai,
Aap samandar ki baat karate hai, Log to aankhon me bhi duub jaate hai !!!
In ankhon main aansu ayai na hotay, Agar tum pichay mur ker muskuraye na hotay,
Tumharay jaanay k baad yeh ghum hota hay, Kaash tum zindagi main ayai hi na hotay....
jis shaam mein mere lab per aapka naam na aaye, khuda kare ki kabhi aisi shaam na aaye,
ae jaane wafa yeh kabhi mumkin nahin ki, afsaana likhoon aur aapka naam na aaye.
Ugta hua suraj dua de aapko, khilta hua phool khusbo de aapko
hum to kuch dene ke kabil nahi hain, dene wala hazar khushiyan de aapko..!!
Muskurahaton say bhari ho zindagi, Chahaton say bhara ho har pal,
Daman bhi chota lagnay lagay, itni khushian day aapko her aanay wala kal..
Kabhi kabhi aisa bhi hota hay, Dosti ka asar zara dair say hota hay,
Aap ko lagta hai hum kuch nahin sochte ap k bare main. Per hamari her baat main aap ka hi ziker hota hai..
Fursat main jub kabhi wo yaad aata hai, Dil main sirf aik hi sawal aata hai,
Yaad kartay hain jisay hum..!!! kia usay bhi hamara khayal aata hai